Posts

SEO Friendly Post kaise likhe SEO Advance settings

Image
SEO Friendly post kaise likhe, apne Blog ko Google me Rank kaise karbayen. Agar apke man mein bhi aisa sawaal hai to ap sahi jagah aaye hain. Aksar Bloggers ka ye question rehta hai ki me apne blog post ko Google me rank kaise karbaun, Mera post search me nahi aata hai, Traffic nahi aata hai etc. No probleme in sab ka solution yahan hai. Agar apko pata nahi hai ki SEO - Search Engine Optimization kya hai to is Link par click kare. SEO kya hai ye Blog website ke liye kyon jaroori hai. On Page seo kya hai. Baat ye hai ki ap kitne bhi long or achhe se post likhkar use publish kar de or jab tak ap SEO ko follow nahi karenge to apka mehnat bekaar hai. Yaha par maine kuchh aisa tricks bataya hai jise ap follow karke search engine me ap ek achhi position me aa sakte ho or apne Blog ko famous bana sakte ho. Hum jab bhi koi naya post likhte hain to hume kuchh cheejon ko follow karne hote hain or inhe dhyan me rakhna hota hai. So ise maine vistaar se bataya hai ap inhe dhyan se padhe

Google Keyword Planner kya hai, ispar Account kaise banaye?

Image
Agar baat Keyword Research karne ki aati hai to iske liye bahut saare online Free or Paid tools available hain, In sab mein Google keyword planner bhi keyword research karne ke liye ek best or free tool hai. Agar ap bhi apne Blog Post likhne ke liye keywords ideas generate karna chahte hain to ap Google ka keyword planner tool istemaal kar sakte hain jo ek bahut achha platform hai keyword ideas generate karne ke liye. #01. Google Keyword Planner Tool kya hai? Google Keyword Planner Google ka ek Free or best Tool hai Keyword ideas generate karne ke liye. Iski madad se hum apne Blog or uske post ko Google search Engine me ek achhi ranking karba sakte hai or apne Blog ko Top par laa sakte hain. #02. Is par Account kaise banaye? Step 1. Sabse pehle ap Google par Keyword Planner Tool likhkar search karen or ya to is Link par click karke Start Now par click karen jaise ki Screen shot me dikhaya gaya hai. Step 2. Iske baad ek page open hoga usme apko Skeep the guided se

Google Sitelinks kya hai, Sitelinks kaise add kare?

Image
Agar ap ek Blogger ya Internet Marketer hai to apne bhi kabhi Google Sitelinks ka naam jaroor suna or dekha hoga. Agar ap VishnuBuzz ya koi or popular website ya Blog ko Google mein search karte hain to hume Hompage ke alawa Sitelinks bhi show karte hain. Ap is screenshot me iske example dekh sakte hain. In this Post me apko 3 Topic par vistaar se jaankari de raha hun. #01. Google Sitelinks kya hai. #02. Ise apne Blog ya Website me kaise Add karte hain. #03. Search Engine se Unwanted/Bina kaam ki Sitelinks ko kaise remove kiya jata hai. #01. Google Sitelinks kya hai? Agar hum kisi Popular Blog ya Website ko Google mein search karte hain to uske neeche show hone wale Sublinks ko hum Sitelinks kehte hain. #02. Ise apne Blog ya Website me kaise Add karte hain? Google sitelinks Automotic hai. Jab Google ko ye lagta hai ki apke Blog ke koi Post ya Page Readers ke liye Important hai or wo jyada search kiya jata hai to search Engine usi Post ya Page ko Homepage ke neeche sit

SEO kya hai, ye Blog Website ke liye kyon jaroori hai?

Image
Aj hum baat karenge SEO matlab Search Engine Optimization.... Agar hamara koi Bussiness Website ye Blog hai jispar hum Article likhkar use Google or other Search Engine par Rank karana chahte hain to iske liye hume SEO - Search Engine Optimization ki Jankari hona bahut jaroori hai..... Jaise ek haath se Taali nahi baj sakta hai theek waise hi SEO ke bina apka Blog ya Website Search Engine me Rank nahi kar sakta hai..... Akasar new Bloggers ko ye problemes or Confusion rehti hai ki SEO kya hai, ise kaise manage or apply karen etc. unke liye ye topic bahut hard hota hai lekin aisa baat nahi hai mere dost.... Ap sirf apna 5 Minute dekar is article ko dhyan se padhe apko sab samajh me aa jayega ki SEO kya hoti....or ye topic apke liye aasan ho jayegi.... SEO kya hota hai, What is SEO? SEO ka matlab Search Engine Optimization hota hai. Iski madad se hum apni Blog ya Website ko Google, Bing, Yahoo or other Search Engine par submit karke apne Blog ya Website ko Search Engine me rank karate h

Blog me Facebook page kaise add kare

Image
Blog me Facebook page kaise add kare Agar apke paas bhi ek Blog ya Website hai to ap bhi jaroor sochte honge ki mujhe bhi apne Blog ya website par Facebook page add karni chahiye or aisa karna apke liye faaydemand ka baat bhi ho sakta hai....Q ki apke Blog par Facebook page Like Box ke hone se apka Blog traffic increase hoga.... Jab bhi koi Visitor apke blog post ko padhta hai or jab unhe apka post pasand aata hai to wo apke Blog Facebook page ko bhi like kar lete hain....Or jab wo apke fan page ko like karta hai to apka traffic increase hota hai... Ap jab bhi apne facebook page par kuchh bhi post ya blog post ko share karte hain to apke facebook page like karne wale ko notification mil jaata hai or wo apke page par aakar posts ko dekhta hai or apke Blog par bhi aa jaata hai hai....Isiliye Blog ya website par Facebook page add karna bahut important hota hai..... Blog me Facebook page kaise add kare Sabse pehle ap apne Blog ke Dashboard par aakar Blog ke Layout par cl

Blogger me Menu Bar kaise Add kare

Image
Aksar new Bloggers ko Design karne me bahut confusion rehti hai....Unhe nahi pata hota hai ki Blogger mein Menu Bar kaise Add or Edit karte hain.....No Probleme..... Apka confusion mein sirf 2 minute me dur kar deta hun....... Agar hum ek new Blogger hai to hume apne Blog par Menu Bar add kar dena chahiye. Isse hamare visitor ko ye pata chalta hai ki is Blog par kis tarah ki article hai... Blog mein Menu Bar kyon lagaya jata hai? 1. Hamare Blog par jab bhi koi naya visitor aata hai to wo sabse pehle ye dekhta hai ki is Blog par kis type ki jaankari share ki jaati hai.. 2. Unhe jiske bare mein jaankari chahiye hota hai wo apne pasand ke anusar menu bar ke lable page par click karke post ko padhte hain... 3. Menu Bar se unhe apne pasand ke posts dhoond kar padhne me aasani hoti hai.... Blogger me 2 types se menu Bar add or edit kiya jaata hai... 1. HTML Coding karke 2. Blogger ke Layout ko edit karke Mein apko sabse aasan tareeka Layout ko edit karke bata